Namaz Ke Masaail
Masbuque Ke Sajda e Sahw Ka Hukm
Bismihi Ta’aaLa
◑━═━◐━═━◑━═━◐
S A W A A L – 001
Agar Imam Par Sajda-e-sahw Waajib Huwa, To Jab Imam Sajda-e-sahw Ke Liye SaLam Phere To Kya Masbuque Bhi Imam Ke Saath SaLam Pherega ? (Jis Shakhsh Ki Imam Ke Saath Shuru Namaz Ki Kuch Rak’at Chhut Gai Ho, Us Ko Masbuq Kehte Hain,)
J A W A A B – 001
Jab Imam Sajda-e-sahw Ke Liye SaLam Phere To Masbuq Imam Ke Saath SaLam Nahi Ferega, BaL-Ke Sirf Sajda-e-sahw Me Imam Ki Iqtidah Kare.
WaLLahu Ta’aaLa AaLam.
→ Fatawa Aalamgiri-1/90. ←
• Zere Sar Parasti :
MauLana Ahmad Sahab.
• Zere Nighraani :
MauLana Ameen Sahab.
_____MiLLi Quiz.
_____M.Ibrahim.
30/03/2014.